- Голоса:
- Смотри также:
Udit Narayan - Текст песни Abhi Nahi Jana
Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana
 Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana
 Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana
 Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana
 Dil ka to kya hai, yeh to hai deewana
 Dil ka to kya hai, yeh to hai deewana
 Iski baaton mein mujhe nahi aana
 Iski baaton mein mujhe nahi aana
 Shaam ke rang khile hain
 Mauke se hum bhi mile hain
 Shaam ke rang khile hain
 Mauke se hum bhi mile hain
 Aur abhi honge shuru pyaar ke jo silsile hain
 Pyaar ke jo silsile hain
 Dil ko sambhaalo, maane to mana lo
 Dil ko sambhaalo, maane to mana lo
 Yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana
 Yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana
 Udit Narayan - Abhi Nahi Jana - http://ru.motolyrics.com/udit-narayan/abhi-nahi-jana-lyrics.html
 Jadoo tera chalne laga hai
 Dil mera pighalne laga hai
 Jadoo tera chalne laga hai
 Dil mera pighalne laga hai
 Tujhse door jaane ko faisla badalne laga hai
 Faisla badalne laga hai
 Shukriya tera kaha jo maana mera
 Shukriya tera kaha jo maana mera
 Aaja ab aake baahon mein samaa na
 Aaja ab aake baahon mein samaa na
 Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana
 Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana
 Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana
 Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana
Haan, dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana
Dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana
Posted By : Mastani Laila










