- Голоса:
- Смотри также:
Udit Narayan - Текст песни Dupatta Sarak Raha Hai
Kahin ho na jaaye mohabbat kisi se
Nigaahein na kar le sharaarat kisi se, mohabbat kisi se Dupatta (dupatta sarak raha hai, mera dil dhadak raha hai -2) Kahin ho na jaaye mohabbat kisi se
Nigaahein na kar le sharaarat kisi se, mohabbat kisi se
Dupatta (dupatta sarak raha hai, Mera dil dhadak raha hai -2) Ik ajab si khumaari hai, kyun badi bekaraari hai
Aise mein yeh kadam ho na jaaye deewaane hum
Yeh suhaani mulaakaatein yaad aayengi ye baatein
Todenge na apani kasam, aayenge hum milne sanamUdit Narayan - Dupatta Sarak Raha Hai - http://ru.motolyrics.com/udit-narayan/dupatta-sarak-raha-hai-lyrics.html
Shola sa -2 bhadak raha hai, mera dil dhadka raha hai
Shola sa bhadak raha hai, mera dil dhadka raha hai ho ho ho ho ho.... Dhadkano mein kyun halchal hai dard sa koyi pal pal hai
Jaadu koyi chhalaka sa hai tumko nasha halaka sa hai
Inn nazaaron mein khone do, apani baahon mein sone do
Yuon na karo deewaanapan, na jaane kyun darata hai mann Yeh pal bhi -2 tadap raha hai, mera dil dhadak raha hai
Yeh pal bhi tadap raha hai, mera dil dhadak raha hai (kahin ho na jaaye mohabbat kisi se
Nigaahein na kar le sharaarat kisi se, mohabbat kisi se Dupatta (dupatta sarak raha hai, mera dil dhadak raha hai -2)) -(2)