Rahat Fateh Ali Khan

Текст песни Main Jahaan Rahoon

Main Jahaan Rahoon видео клип

Голоса:
0
Смотри также:
Неверный текст?

Переводы песни Main Jahaan Rahoon:

английский

Rahat Fateh Ali Khan - Текст песни Main Jahaan Rahoon

Main jahaan rahoon main kahin bhi hoon
teri yaad saaath hai
main jahaan rahoon main kahin bhi hoon
teri yaad saaath hai
kisi se kahoon ke nahi kahoon
ye jo dil ki baat hai Kehne ko saath apne ek duniya chalti hai
per chhup ke is dil mein tanhaai palti hai
bas yaad saath hai
teri yaad saath hai
teri yaad saath hai
teri yaad saath hai
main jahaan rahoon main kahin bhi hoon
teri yaad saaath hai Kahin to dil mein yaadon ki ek sooli gad jaati hai
kahin har ek tasveer bahut hi dhundhli pad jaati hai
koi nai duniya ke naye rangon mein khush rehta haiRahat Fateh Ali Khan - Main Jahaan Rahoon - http://ru.motolyrics.com/rahat-fateh-ali-khan/main-jahaan-rahoon-lyrics.html
koi sab kuchh paa ke bhi ye man hi man kehta hai
kehne ko saath apne ek duniya chalti hai
per chhup ke is dil mein tanhaai palti hai
Bas yaad saath hai
teri yaad saath hai
teri yaad saath hai
teri yaad saath hai Kahin to beete kal ki jade dil mein hi utar jaati hain
kahin jo dhaage toote to malaayein bhikar jaati hain
koi dil mein jagah nayi baaton ke liye rakhta hai
koi apni palkon par yaadon ke diye rakhta hai
kehne ko saath apne ek duniya chalti hai
per chhup ke is dil mein tanhaai palti hai Bas yaad saath hai
teri yaad saaath hai
teri yaad saaath hai
teri yaad saaath hai

Оставить комментарий

Что вы думаете о песне "Main Jahaan Rahoon"? Напишите ваш комментарий.

Рекомендуемые песни