Обзор
- Голоса:
- Смотри также:
Подпишись на RSS-ленту исполнителя Rafi чтобы получать новые тексты песен и последние новости.
Rafi - Текст песни Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan
Haaye re insaan ki majbooriyaan-2
Paas rah kar bhi hai kitani dooriyaan, dooriyaan
Haaye re insaan ki
Kuchh andhere men nazar aata nahin
Koi taara raah dikhalaata nahin
Jaane ummidon ki manzil hai kahaan-2
Haaye re insaan kiRafi - Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan - http://ru.motolyrics.com/rafi/haaye-re-insan-ki-majbooriyaan-lyrics.html
Shamma ke anjaam ki kis ko khabar
Khatm hogi yaa jalegi raat bhar
Jaane ye shola banegi ya dhuaan-2
Haaye re insaan ki
Posted by: p u r n I'm a