Rafi

Текст песни Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya

Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya видео клип

Rafi
Обзор
No cover
АЛЬБОМ
Голоса:
0
Смотри также:
Неверный текст?

Rafi - Текст песни Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye
Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Ye tumne kaha tha ki ham hain tumhare
To ham bhi ye samajhe ki tum ho hamare
Phir hamein kis baat ki saza de rahe ho

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Jaha pyaar hoga shararat bhi hogi
Jaha hogi antpan mobabbat bhi hogiRafi - Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya - http://ru.motolyrics.com/rafi/aye-jaan-e-wafa-aaisa-bhi-kya-lyrics.html
Jhuki jhuki aankhon se ye pata de rahe ho

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Idhar rah gayi ya udhar rah gayi hai
Kahi kuch kami si magar rah gayi hai
Meri wafa ka ye kya sila de rahe ho

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye
Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Оставить комментарий

Что вы думаете о песне "Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya"? Напишите ваш комментарий.

Тексты песен альбома "Other Songs A - Y"

Рекомендуемые песни