- Голоса:
- Смотри также:
Kishore Kumar - Текст песни Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain
zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makam
 woh phir nahin aate,
 woh phir nahin aate
 zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makam
 woh phir nahin aate,
 woh phir nahin aate phool khilte hain,
 log milte hain
 phool khilte hain,
 log milte hain magar
 patjhad main jo phool
 murjha jate hain
 woh baharon ke aane se khilte nahin
 kuchh log ek roz jo bichad jate hain
 woj hazaron ke aane se milte nahin
 umr bhar chahe koi pukara kare unka naam
 woh phir nahin aate,
 woh phir nahin aate aap roka hai
 kya bharosa hai
 aap roka hai kya bharosa hai sunoKishore Kumar - Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain - http://ru.motolyrics.com/kishore-kumar/zindagi-ke-safar-main-guzar-jatay-hain-lyrics.html
 doston shak dosti ka dushman hai
 apne dil me ise ghar babane na do
 agar tadapna pade yaad me zindagi
 rok lo roothkar unko jaane na do
 baad me pyaar ke chahe bhejo hazaroon salaam
 woh phir nahi aate
 woh phir nahi aate subaah aate hai
 raat jaate hai
 subaah aate hai
 raat jaate hai yuhi
 waqt chalta hi rehta hai rukta nahi
 ek pal me ye aage nikal jaata hai
 aadmi theek se dekh paata nahin
 aur parde pe manzar badal jaata hai
 ek baar chale jaate hai jo din raat subaah shaam
 woh phir nahi aate
 woh phir nahi aate zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makam
 woh phir nahin aate,
 woh phir nahin aate










