- Голоса:
Veer Zaara - Текст песни Main Yahaa Hoon
janam dekhlo mit gayin dooriyan
 main yahan hoon yahan hoon yahan hoon yahan
 kaisi sarhadein kaisi majbooriyan
 main yahan hoon yahan hoon yahan hoon yahan tum chupa na sakogi main woh raaz hoon
 tum bhula na sakogi woh andaaz hoon
 goonjta hoon jo dil mein toh hairan ho kyunVeer Zaara - Main Yahaa Hoon - http://ru.motolyrics.com/veer-zaara/main-yahaa-hoon-lyrics.html
 main tumhare hi dil ki toh aawaaz hoon
 sun sako toh suno dhadkanon ki zabaan main hi main ab tumhare khayaalon mein hoon
 main jawabon mein hoon mein sawaalon mein hoon
 main tumhare har ek khwab mein hoon basaa
 main tumhari nazar ke ujaalon mein hoon
 dekhti ho mujhe dekhti ho jahan
















