- Голоса:
 
Talat - Текст песни Chali Kaunse Desh Gujariya
t: chali kaunse desh gujariya tu saj-dhaj ke - 2
 a: jaaun piya ke desh o rasiya main saj-dhaj ke - 2
 t: chali kaunse desh gujariya tu saj-dhaj ke
 t: chhalken maat-pita ki ankhiyaan
 rove tere bachapan ki sakhiyaan
 bhaiya kare pukaar ho
 bhaiya kare pukaar na ja ghar-aangan taj ke
 a: jaaoon piya ke desh o rasiya main saj-dhaj ke
 t: chali kaunase desh gujariya tu saj-dhaj ke
 a: door desh mere pi ki nazariyaTalat - Chali Kaunse Desh Gujariya - http://ru.motolyrics.com/talat/chali-kaunse-desh-gujariya-lyrics.html
 vo unki main unki sanvariya
 baandhi lagan ki dor ho
 baandhi lagan ki dor mainne sab soch-samajhake
 jaaoon piya ke desh o rasiya main saj-dhaj ke
 t: chali kaunase desh gujariya tu saj-dhaj ke
 ta: do din jag mein dhoom machaayen
 ja ke koi vapas na aaye
 khoj khoj thak jaayen ho
 khoj khoj thak jaayen do naina chaand suraj ke
 a: jaaoon piya ke desh o rasiya main saj-dhaj ke
 t: chali kaunase desh gujariya tu saj-dhaj ke













