Lata Mangeshkar

Текст песни Jaagi Badan Mein Jwala

Jaagi Badan Mein Jwala видео клип

Lata Mangeshkar
Обзор
No cover
АЛЬБОМ
Голоса:
0
Смотри также:
Неверный текст?

Lata Mangeshkar - Текст песни Jaagi Badan Mein Jwala

Aa...
Jaagi jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala
Jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala - 3
Mana mana kar haari maane nahi man matwala
Pari tune hasna chhodhi maine tujhe kitna jaana
Jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala - 2

(Aate jaate raahon mein chheda
Inhi teri baaton se pada yeh bakheda) - 2
Achhi di pehchhan tere do nainon ne - 2
Arey ghayal kar di jaan tere do nainon ne
Jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala - 2

(Roothe meri aankhon se sapaneLata Mangeshkar - Jaagi Badan Mein Jwala - http://ru.motolyrics.com/lata-mangeshkar/jaagi-badan-mein-jwala-lyrics.html
Hue tere khwaab mein din the jo apane) - 2
Apane pehle haal na aaisa dekha tha - 2
Arey solah saal mein saal na aaisa dekha tha
Jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala - 2

(Tere liye raaton ko bhatku
Aate jaate logon ki nazaron mein khatku) - 2
Kaisi hulchul daali meri jawani mein - 2
Arey zulmi tune aag laga di paani mein
Jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala - 2
Mana mana kar haari maane nahi manmatwala
Pari tune hasna chhodhi maine tujhe kitna jaana
Jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala - 3

Оставить комментарий

Что вы думаете о песне "Jaagi Badan Mein Jwala"? Напишите ваш комментарий.

Тексты песен альбома "Other Songs A - T"

Рекомендуемые песни