Jinn The Rapper

Текст песни Tun

Tun видео клип

No photo
Обзор
Голоса:
0
Неверный текст?

Jinn The Rapper - Текст песни Tun

Tun

Tun hun main ya duniya hai tun
dil chahta hai sab hojaye gum
bas main rahun aur meri sharab
takay koi na kahay mujhay main hun kharab

kyun du main kisi baat ka jawab
haan samajta hun main khud ko nawab
yehi hai khuab k banjayen sab mere jese
piye pilayen aur kharch karain paisay
cheekhu chilaon to tera kya jata hai
Bachi phasaon to tera kya jata hai
nashay main jhumu to tera kya jata hai
pe k girun to tera kya jata hai
Brown sugar, cocain, exticy lagai
Khushi se meri aankhain bhar aye
Nasha kar k phirta main akele
police ko kahun dam hai to pakarle
gandi karun main unki har raat
samaj nahin aati mujhay koi baat
In baton k lye tu hoja taiyar
Tu bhi to gaa kuch O mere yaar

Tun hun main ya duniya hai tunJinn The Rapper - Tun - http://ru.motolyrics.com/jinn-the-rapper/tun-lyrics.html
dil chahta hai sab hojaye gum
bas main rahun aur meri sharab
takay koi na kahay mujhay main hun kharab

Jab wiskey, charas, aur garda dekhun
aur ganday se ganda dhandha dekhun
Tab charhti hai mere mu pe sharab
sab kahain banda hai ye kharab
koi mere pechay koi aagay
har hasina bas sirf mujhko he chahay
Chahay bas sirf paisa nasha aur pyar
jisay pane k lye har ladki taiyar
Raat ka andhera, Police ka ghera
Sarkon pe meri yaron ka daira
Kesa hai nasha jo sab pe chaya
dekho dekho dosto tumhara jinn hai aaya
Dhuan band k jo ghum hojaon
Jinn hun main kisi k hath na aaon
Nahaon main rum, wiskey, bear k sath
Behisab ha paisa mere pass

Tun hun main ya duniya hai tun
dil chahta hai sab hojaye gum
bas main rahun aur meri sharab
takay koi na kahay mujhay main hun kharab

Оставить комментарий

Что вы думаете о песне "Tun"? Напишите ваш комментарий.

Рекомендуемые песни