- Голоса:
- Смотри также:
Jagjit Singh - Текст песни Har Ghadi Khudse Ulajhna
har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera - 2
 main hi kashti hu mujhi mein hain samundar mera
 har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera
 ek se ho gaye mausamo ke chehre saare - 2
 meri aankhon se kahi kho gaya manzar mera
 har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera
 kis se pootchu ke kaha gum hu kai barso se - 2Jagjit Singh - Har Ghadi Khudse Ulajhna - http://ru.motolyrics.com/jagjit-singh/har-ghadi-khudse-ulajhna-lyrics.html
 har jagah dhundhta hu phirta hain mujhe ghar mera - 2
 har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera
 muddatein ho gayi ek khwaab sunehra dekhe - 2
 jaagta rehta hain har neend mein bistar mera - 2
 har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera
 main hi kashti hu mujhi mein hain samundar mera
 har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera










