- Голоса:
- Смотри также:
Jagjit Singh - Текст песни Har Ek Ghar Mein Diya
har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho -2
 agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho -2
 har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho
 hukumatoN ko badalnaa to kuchh muhaal nahin -2
 hukumatein jo badaltaa hai vo samaaj bhi ho -2
 agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho -2
 har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho
 Jagjit Singh - Har Ek Ghar Mein Diya - http://ru.motolyrics.com/jagjit-singh/har-ek-ghar-mein-diya-lyrics.html
 rahegi kab talak vaadoN mein qaid Khush-haali -2
 har ek baar hi kal kyuN, kabhi to aaj bhi ho
 agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho
 har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho
 na karte shor sharaabaa to aur kyaa karte -2
 tumhaare shahar mein kuchh aur kaam kaaj bhi ho -2
 har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho
 agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho










