jagjit singh and Alka yagnik

Текст песни kiska chehra

kiska chehra видео клип

Голоса:
0
Неверный текст?

jagjit singh and Alka yagnik - Текст песни kiska chehra

Chaand Bhi Dekha
Phool Bhi Dekha
Baadal Bijli Titli Jugnu
Koi Nahin Hai Aisa
Tera Husn Hai Jaisa
Tera Husn Hai Jaisa Meri Nigaah Ne Ye Kaisa Khwaab Dekha Hai
Zameen Pe Chalta Hua Mahathab Dekha Hai Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar
Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar
Kiska Chehra
Kiska Chehra Ab Main Dekhoon
Tera Chehra Dekhkar
Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar Neend Bhi Dekhi
Khwaab Bhi Dekha
Neend Bhi Dekhi
Khwaab Bhi Dekha
Choodi Bindiya Darpan Khushboo
Koi Nahin Hai Aisa
Tera Pyaar Hai Jaisa
Tera Pyaar Hai Jaisa Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar
Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkarjagjit singh and Alka yagnik - kiska chehra - http://ru.motolyrics.com/jagjit-singh-and-alka-yagnik/kiska-chehra-lyrics.html
Kiska Chehra
Kiska Chehra Ab Main Dekhoon
Tera Chehra Dekhkar
Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar Rang Bhi Dekha
Roop Bhi Dekha
Rang Bhi Dekha
Roop Bhi Dekha
Rasta Manzil Saahil Mehfil
Koi Nahin Hai Aisa
Tera Saath Hai Jaisa
Tera Saath Hai Jaisa Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar
Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar
Kiska Chehra
Kiska Chehra Ab Main Dekhoon
Tera Chehra Dekhkar
Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar Bahut Khoobsuat Hai Aankhein Tumhaari
Bana Dijiye Inko Kismat Hamari
Usay Aur Kya Chaahiye Zindagi Mein
Jise Mil Gayi Mohabbat Tumhari

Оставить комментарий

Что вы думаете о песне "kiska chehra"? Напишите ваш комментарий.

Рекомендуемые песни