Hassan Jahangeer

Текст песни hawa hawa

hawa hawa видео клип

Голоса:
0
Неверный текст?

Переводы песни hawa hawa:

английский

Hassan Jahangeer - Текст песни hawa hawa

hawa hawa eh hawa, khusbhoo luta day
kahaan khuli haan khuli, zulf bata day
ab uska bata day, zara mujhko bata day
main usse milon ga, ek bar mila day
yaar mila day, dildaar mila day
yaar mila day, dildaar mila day hawa hawa eh hawa, khusbhoo luta day
kahaan khuli haan khuli, zulf bata day
ab uska bata day, zara mujhko bata day
main usse milon ga, ek bar mila day
yaar mila day, dildaar mila day
yaar mila day, dildaar mila day phir kisi ke chehray ka rang khil gaya
bichra huwa aaj koi usko mil gaya
phir kisi ke chehray ka rang khil gaya
bichra huwa aaj koi usko mil gaya
kaise mil gaya, kahan mil gaya
humne tho dhoond liya sara zamana hawa hawa eh hawa, khusbhoo luta day
kahaan khuli haan khuli, zulf bata day
ab uska bata day, zara mujhko bata day
main usse milon ga, ek bar mila day
yaar mila day, dildaar mila day
yaar mila day, dildaar mila day yeh adaa bhi uski kya kaam kar gayi
jaati jaati ek haseen shaam kar gayi
yeh adaa bhi uski kya kaam kar gayiHassan Jahangeer - hawa hawa - http://ru.motolyrics.com/hassan-jahangeer/hawa-hawa-lyrics.html
jaati jaati ek haseen shaam kar gayi
shaam kar gayi, tere naam kar gayi
aise haseen chehray ko ab na bhulana hawa hawa eh hawa, khusbhoo luta day
kahaan khuli haan khuli, zulf bata day
ab uska bata day, zara mujhko bata day
main usse milon ga, ek bar mila day
yaar mila day, dildaar mila day
yaar mila day, dildaar mila day zindagi ki dhoop ko saaya kar gayi
aaj mere paas se woh guzar gaye
zindagi ki dhoop ko saaya kar gayi
aaj mere paas se woh guzar gayi
usne jo kaha, tumne bhi suna
yeh baat aur kisi ko na batana hawa hawa eh hawa, khusbhoo luta day
kahaan khuli haan khuli, zulf bata day
ab uska bata day, zara mujhko bata day
main usse milon ga, ek bar mila day
yaar mila day, dildaar mila day hawa hawa eh hawa, khusbhoo luta day
kahaan khuli haan khuli, zulf bata day
ab uska bata day, zara mujhko bata day
main usse milon ga, ek bar mila day
yaar mila day, dildaar mila day
yaar mila day, dildaar mila day

Оставить комментарий

Что вы думаете о песне "hawa hawa"? Напишите ваш комментарий.

Рекомендуемые песни