- Голоса:
- Смотри также:
Chetan Shashital, Shankar Mahadevan, Javed Ali - Текст песни Lakshya
Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
 Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
 Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai
 Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
 Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai
 Tujhe ab ye dikhaana hai
 Roke tujhko aandhiyaan, ya zameen aur aasmaan
 Paayega jo lakshya hai tera
 Lakshya toh har haal mein paana hai
 Mushkil koyi, aajaaye toh, parbat koyi, takraaye toh
 Taaqat koyi, dikhlaaye toh, toofaan koyi, mandlaaye toh
 Mushkil koyi aajaaye toh, parbat koyi takraaye tohChetan Shashital, Shankar Mahadevan, Javed Ali - Lakshya - http://ru.motolyrics.com/chetan-shashital-shankar-mahadevan-javed-ali/lakshya-lyrics.html
 Barse chaahe ambar se aag, lipte chaahe pairon se laakh -2
 Paayega jo lakshya hai tera
 Lakshya toh har haal mein paana hai
 Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale
 Kya dooriyaan kya faasle, manzil lage aake gale
 Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale
 Tu chal yunhi ab sub-o-shaam, rukna, jhukna nahin tera kaam -2
 Paayega jo lakshya hai tera
 Lakshya toh har haal mein paana hai
 Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
 Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai
 Tujhe ab ye dikhaana hai










