- Голоса:
- Смотри также:
Chetan Shashital, Shankar Mahadevan, Javed Ali - Текст песни Koi Jo Mila Toh Mujhe
Koi jo mila to mujhe aisa lagta tha
 jaise meri saari duniya main geeton ki rut
 aur rangon ki barkha hai khushbu ki aandhi hai
 mahki hui si ab saari fizaayen hain
 bahki hui si ab saari hawaayen hain
 khoyi hui si ab saari dishaayen hain
 badli hui se ab saari adaayen hain
 jaagi ummengein hain, dhadak raha dil
 saanson main toofaan hain, hoton pe nagme hain
 aakhon main sapne hain, sapnon main beete hue
 se vo saare lamhe hain
 jab koi aaya tha, Nazron pe chhaya tha
 dil main samaya tha, kaise main bataun tumhe
 kaise use paaya tha, pyaare se chehre pe bikhri jo julphen
 to aisa lagta tha jaise kohre ke peechhe
 ek os main dhula hua phool khila hai jaise
 badal main ik chaand chhupa hai
 aur jhaank raha hai jaise raat ke parde main
 ek savera hai roshan roshan aakhon main
 sapnon ka saagar jismain prem sitaron ki chaadar
 jaise jhalak rahi hai
 lahron lahron baat kare to jaise moti barse
 jaise kahin chandi ki payal goonjey
 jaise kahin sheeshe main jaam girey
 aur chhann se tootey jaise koi chhip ke sitaar bajaye
 jaise koi chaandni raat main gaye
 jaise koi hole se paas bulaye
 kaisi meethi baatain thee
 vo kaisi mulakaatein thee
 vo jab maine jaana thaChetan Shashital, Shankar Mahadevan, Javed Ali - Koi Jo Mila Toh Mujhe - http://ru.motolyrics.com/chetan-shashital-shankar-mahadevan-javed-ali/koi-jo-mila-toh-mujhe-lyrics.html
 nazron se kaise pighalte hain dil
 aur aarzoo paati hai kaise manzil
 aur kaise utarta hai chaand jameen par
 kaise kabhi lagta hai swarg agar hai
 to bas hai yahin par
 usne bulaya mujhe, aur samjhaya mujhe
 hum jo mile hain, hamain aise hi milna tha
 gul jo khile hain, unhe aise hi khilna tha
 janmo ke bandhan, janmo ke rishtey hain
 jab bhi hum janme to hum yahin milte hain
 kaanon main mere jaise, shahed se ghulne lage
 khwaabon ke dar jaise aakhon main khulne lage
 khwaabon ki duniya bhi kitni haseen aur
 kaisi rangeen thee khwaabon ki duniya
 jo kahne ko thee par kahin bhi nahi thee
 khwaab jo toote mere, aakh jo khuli meri
 hosh jo aaya mujhe
 maine dekha maine jaana
 vo jo kabhi aaya tha, nazron pe chhaya tha
 dil main samaya tha, ja bhi chuka hai
 aur dil mera ab hai tanha tanha
 na to koi armaan hai, na koi tamanna hai
 aur na koi sapna hai
 ab jo mere din aur ab jo meri ratain hain
 unmain sirf aansoon hain
 unmain seif dard ki ranj ki batain hain
 aur pharyaadein hain
 mera ab bhi koi nahi main hoon aur khoye
 hue pyaar ki yaadein hain (3)










