- Голоса:
- Смотри также:
A.R. Rahman - Текст песни Roja Janeman
Roja jaaneman tu hi mera dil
 Tujh bin tarse naina
 Dilse na jaati hai yaadein tumhaari
 Kaise tum bin jeena
 Aankhon mein tu hai
 Aansu mein tu hai
 Aankhein band kar loon
 To mann mein bhi tu hai
 Khwaabon mein tu
 Saanson mein tu
 Roja
 Roja jaaneman tu hi mera dil
 Tujh bin tarse naina
 Chhooke yoon chali hawa jaise chhoo gaye ho tum
 Phool jo khile thay vo shool ban gaye hain kyon
 Jee raha hoon aisliye dil mein pyaar hai tera
 Zulm seh raha hoon kyonki intezaar hai tera
 Tumse mile bina jaan bhi na jaayegi
 Kayamat se pehle saamne tu aayegi
 Kahan hai tu
 Kaisi hai tu
 Roja
 Roja jaaneman tu hi mera dil
 Tujh bin tarse naina
 Aankhon mein tu hai
 Aansu mein tu haiA.R. Rahman - Roja Janeman - http://ru.motolyrics.com/ar-rahman/roja-janeman-lyrics.html
 Aankhein band kar loon
 To mann mein bhi tu hai
 Khwaabon mein tu
 Saanson mein tu
 Roja
 Dhandi dhandi ay hawa tera kaam kya yahan
 Meet nahin paas mein chaandni tu laut ja
 Phool kyon khilo ho tum zulf nahin vo yahan
 Jhuke jhuke aasmaan meri hansi na uda
 Pyaar ke bina meri zindagi udaas hai
 Koi nahin hai mera sirf teri aas hai
 Khwaabon mein tu
 Saanson mein tu
 Roja
 Roja jaaneman tu hi mera dil
 Tujh bin tarse naina
 Aankhon mein tu hai
 Aansu mein tu hai
 Aankhein band kar loon
 To mann mein bhi tu hai
 Khwaabon mein tu
 Saanson mein tu
 Roja










