- Голоса:
anu malik - Текст песни mera piya ghar aya, o Ramaji
laya barat laya, ghunghta uthane aaya
 apna banane aya, vo
 chanda bhi sath laya, taare bhi sath laya
 pagal banane ayaa, vo mera piya ghar aya, o Ramaji
 mera piya ghar aya meri payal chhanke chhan chhan
 meri bindiya chamke chham chham
 mera kangna khanke khan khan
 mera nikala jaaye dam dam
 deevani main deevanii, sharam ko chhod dungi
 main ab nachungi itna, ki ghungru tod dungianu malik - mera piya ghar aya, o Ramaji - http://ru.motolyrics.com/anu-malik/mera-piya-ghar-aya-o-ramaji-lyrics.html
 nazar ka vaar hogaa, jigar ke paar hoga
 meri aankhon ke aage mera dildaar hoga mera dhalta jaye anchal
 mera bikhra jaye kajal
 mujhe lagta hai ye pal pal
 ho jaungi main pagal
 kabhi ruthungi us se, kabhi hogi shararat
 kabhi koi gussa uska, kabhi hogi mohabbat
 dhadakta hai dil mera, na jane kya karun main
 kuch hone vala hai jee, na jane kyun darun main
 mera dhalta jaaye aanchal, mera bikhra jaye kajal
















