- Голоса:
Aasma - Текст песни Tumse Hi Pyaar Karna Hai
Tumse hi pyar karna hai
 tumse hi dil lagana hai
 tumhare pyar ka yeh dil diwana tha
 diwana hai
 tumse hi...
 ashiqui kehti hai, mere yaar
 ishq to hota hai ek baar
 jaan hans hans ke dete hum
 kabhi jo karte hain, ikarar
 jamane bhar ko janeman, yeh afsara sunana hai
 tumhare pyar ka yeh dil, diwana tha diwana haiAasma - Tumse Hi Pyaar Karna Hai - http://ru.motolyrics.com/aasma/tumse-hi-pyaar-karna-hai-lyrics.html
 tumse hi...
 tumhi ko maannaa hai dildar,
 tumhi se hongi aankhein char
 tumhein palkon pe rakheinge,
 kareinge hum har lamha deedaar
 bada mushkil, mohabbat mein,
 tumhe to bhool pana hai
 tumhare pyar ka yeh dil,
 deewaanaa tha, deewanaa hai.
 tumse hi pyar....














