Nayak Movie

Текст песни Saiyyan Pakad Baiyyan

Saiyyan Pakad Baiyyan видео клип

No photo
Обзор
Голоса:
0
Неверный текст?

Nayak Movie - Текст песни Saiyyan Pakad Baiyyan

Song By SUNIDHI CHAUHAN AND HANS RAJ HANS
--FEMALE--
Oh saiyyan

(Saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padoon paiyyan
Chalo saiyyan, taaron ki chhaiyyan) - 2
Saiyyan, saiyyan saiyyan saiyyan - 2
Oh saiyyan

--MALE--
(Khel raha hoon main talvaar se
Kheloon kaise tere pyaar se) - 2
Aage peechhe bhool bhulaaiyan
Nikle kaise tera saiyyan

--FEMALE--
(Saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padoon paiyyan
Chalo saiyyan, taaron ki chhaiyyan) - 2

Tu raja, tu neta, bas hai naam ka
Tu PM tu saiyyan kis kaam ka

--MALE--
Labon pe gile hai, nazar mein sawaal
Tera gora mukhda hua kyoon laal

--FEMALE--
Sab ke dardi, oh bedardi
Kaisi teri yeh khudgarzi
Leke aayi main thi arzi
Haan kar naa kar teri marzi saiyyanNayak Movie - Saiyyan Pakad Baiyyan - http://ru.motolyrics.com/nayak-movie/saiyyan-pakad-baiyyan-lyrics.html
(Saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padoon paiyyan
Chalo saiyyan, taaron ki chhaiyyan) - 2
Saiyyan, saiyyan saiyyan saiyyan - 2
Oh saiyyan

--MALE--
Nahin yeh bewafaai, nahin main harjaayi
Ke din raat teri mujhe yaad aayi

--FEMALE--
Na mujhe chain aaya, na mujhe neend aayi
Chhan se toot gayi meri angdaai, haan meri angdaai

--MALE--
Pyaar ki chunri
Pyaar ki chunri prem ki choli
Leke nainon ki yeh doli
Main aaya hoon, oh humjoli - 2
Aaja khele aankh micholi

--FEMALE--
(Saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padoon paiyyan
Chalo saiyyan, taaron ki chhaiyyan) - 2
Saiyyan, saiyyan saiyyan saiyyan - 2

--MALE--
(Saiyyan, saiyyan)

--FEMALE--
Oh saiyyan

Оставить комментарий

Что вы думаете о песне "Saiyyan Pakad Baiyyan"? Напишите ваш комментарий.

Рекомендуемые песни