Kavita Krishnamurti, Udit Narayan & Kumar Sanu

Текст песни Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya

Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya видео клип

Голоса:
0
Неверный текст?

Kavita Krishnamurti, Udit Narayan & Kumar Sanu - Текст песни Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya

Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya,
Aaj Banenge Kise Ke Saiyan,
Dhol Nagade Baje Shehnaiyan,
Jhoom Ke Aai Mangal Ghadiyan...

Bhabhi Ke Sung Holi Mein,
Rang Gulaal Udayenge,
Aayegi Jab Jab Diwali,
Milkar Deep Jalayenge,
Chunri Ki Kar Degi Chhaiyan,
Aayegi Banke Purwaiyan,
Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya,Kavita Krishnamurti, Udit Narayan & Kumar Sanu - Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya - http://ru.motolyrics.com/kavita-krishnamurti-udit-narayan-and-kumar-sanu/chhote-chhote-bhaiyon-ke-bade-bhaiya-lyrics.html
Aaj Banenge Kise Ke Saiyan...

Jhilmil Ho Gayi Hain Ankhiyan,
Yaad Aayi Bachpan Ki Ghadiyan,
Naye Safar Mein Lag Jayegi,
Pyar Ki Inko Hathkadiyan,
Jachte Hain Dekho Kaise Bade Bhaiya,
Ramji Bihane Chale Sita Maiya,

Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya,
Aaj Banenge Kise Ke Saiyan...

Оставить комментарий

Что вы думаете о песне "Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya"? Напишите ваш комментарий.

Рекомендуемые песни