Anandmurti Gurumaa

Текст песни Nazron Se Dekh Pyaare

Nazron Se Dekh Pyaare видео клип

No cover
АЛЬБОМ
Голоса:
0
Смотри также:
Неверный текст?

Anandmurti Gurumaa - Текст песни Nazron Se Dekh Pyaare

Nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
Sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai

Prabhu ne jabi bichara, jag ka hua pasara
Chaudehn bhuvan vo nyara, man se bana raha hai

Nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
Sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai

Kahin nar woh bana naari, kahin dev-daitya bhaari
Pashu-pakshi roop dhaari ban-ban ke aa raha hai

Nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha haiAnandmurti Gurumaa - Nazron Se Dekh Pyaare - http://ru.motolyrics.com/anandmurti-gurumaa/nazron-se-dekh-pyaare-lyrics.html
Sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai

Bhumi wohi agan hai, paani wohi pawan hai
Suraj wohi gagan hai, nir-gun-guna raha hai

Nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
Sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai

Tajj bhed-bhaav man mein, ban mein wohi hai man mein
Brahmanand jyon swapan mein, rachna racha raha hai

Nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
Sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai

Оставить комментарий

Что вы думаете о песне "Nazron Se Dekh Pyaare"? Напишите ваш комментарий.

Тексты песен альбома "Rangi Re 1"

Рекомендуемые песни