- Голоса:
- Композиторы:
- Pandit
- Deepak / Shridhar
- Neeraj
 
- Теги:
- chillen
- kahan ho tum
- romantic
 
Bombay Vikings - Текст песни Kahan Ho Tum
Kahan ho tum mujhe batao 
Zara kareeb se pukaro 
Kahan kahan dhundu tumko... 
Main aawara dar-badar 
Nazar na aye tum magar 
Chup gaye ho tum kaha ho tum kidhar
Ab to dil hai darta sehara dariya aakhon ki nami 
Yaadon ka laga hai pehra har kahi 
Jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen 
Guum hai kahan kal tak to tha yaheen 
Oh humnasheen 
Tumhine to kaha tha mujhse 
Subha nai to aaegi 
Isi umeed ke sahare 
Kar raha hu rehguzar 
Kaho kahan ho humsafar 
Chup gaye ho tum kaha ho tum kidhar
Ab to dil hai darta sehara dariya aakhon ki nami 
Yaadon ka laga hai pehra har kahi Bombay Vikings - Kahan Ho Tum - http://ru.motolyrics.com/bombay-vikings/kahan-ho-tum-lyrics.html
Jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen 
Guum hai kahan kal tak to tha yaheen 
Oh humnasheen 
Mujhe awaz do 
Mere khawob ke saharon 
Phirse awaz do 
Kaha ho tum pukaron 
Oh... 
Mere khawabon ke saharon... 
Oh... 
Mujhe tum pukaron... 
Oh 
Jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen 
Guum hai kahan kal tak to tha yaheen 
Ab to dil hai darta sehara dariya aakhon ki nami 
Yaadon ka laga hai pehra har kahi 
Jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen 
Guum hai kahan kal tak to tha yaheen 
Oh humnasheen...













